Teri duniya ke insaan jalte bht hai,,
agar jo pta hota to maachis kbi na jalai hoti…
———-
Main Bimaar-e-Muhabbat Hoon Mujhey Kya Gharz
Hakeemo Se…!!
Agar Meri Shifaa Chaho Mera Mehboob Le Aao…!
———-

Aaj Jinko Rulate Ho Ye Wahi ‪#‎Maa Baap Hai
Jo Insan Hote Huye Tumhare Liye Hathi Ghoda Bante Rahe.
———-
Ishq Paish hi hua tha abhi insaaf ke katehray mein..
Sabhi bol uthe.. Yahi Qaatil hai..Yahi Qaatil hai..!!
———-

Jaha tak rishto ki baat hai,
logo ka aadha waqt toh,
anjaan logo ko impress karne me,
aur apno ko ignore karne me chala jata hai..!!
———-
चले आओ मेरे परिंदों लौट कर अपने आसमान में,
देश की मिटटी से खेलो, दूर-दराज़ में क्या रक्खा है
———-

Tum Aao Kabhi Dastak Toh Do Dar_E_Dil Par…
Pyaar umeed Se Kamm Ho To Saza_E_Maut De Dena…….
———-
Diwar ka calender toh badalta hai har saal
ab ke baras haalat bhi badal de maula ….
———-
आँखोँ के परदे भी नम हो गए बातोँ के सिलसिले भी कम हो गए. . .
पता नही गलती किसकी है वक्त बुरा है या बुरे हम हो गए. .
———-
रात भर चलती रहती है उँगलियाँ मोबाइल पर,
किताब सीने पे रखकर सोये हुए एक जमाना हो गया|
———-
Chalte rahenge kafile mere baad bhi yaha. ????..
Ek Tara tut Jane se falak sunaa nahi hota. .
———-
Log Shor Se Jaagte Hai Sahab..
Mujhay Ek Shakhs Ki Khamoshi Sone Nhi Deti…
———-
वो चूड़ी वाले को, अपनी कलाई थमा देती है…
जिनकी आज तक हम उंगलियाँ न छू सके…
———-
Suno ? Wo darwaaze pe Dastaq kiski h?
Agr ishq hoga to kahna yaha koi Dil nai basta.
———-
कौन कहता है की ज़िन्दगी बहुत छोटी है. . .
सच तो ये है की हम जीना ही देर से शुरू करते है. . .
———-
Teri wafa Ke Khatir Zaleel Kiya Tere Shahar K Logo Ne,
Ek Teri Kadar Na Hoti To Tera Shahar Jala Deta
———-
Log Bolte hai,
Jannat se khoobsurat kuch nahi,
Shayad unhone kbhi apni Maa ko
khul kar haste huye nahi dekha hoga…
———-
Faaslon ka ehsaas tb hua..
Jab Maine kaha..”mai theek hu..”
Aur Usne “maan liya..”
———-
Khoobsurat ankhon ka ye matlab to nahi…!!
SarKar…!!
Jisko daikho usy barbad kar daalo…!!